Thursday 3 July 2014

Wednesday 18 June 2014

Tuesday 17 June 2014

Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe (Hate Story 2) K.K - 2014

Kabhi aaine pe likha tujhe
Kabhi aansuon se mita diya
Kabhi khat samajh ke padha tujhe
Kabhi diary mein chhupa liya (x2)

Ik pal bhi tu mujhse, hota nahi hai juda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda

Seek me in your heart
You gotta reach out for my love

Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Har ajnabi se tera pataa
Deewaano ki tarah main poocha kiya
Deewaano ki tarah main poocha kiya

Tujh bin yun lagta hai
Dil hai kahin gumshuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda

Tu ye na jaane kaise tere bin
Roya hai pal pal, ye dil mera
Tu ye na jaane kaise tere bin
Roya hai pal pal, ye dil mera

Aansu kisi ne, ponchhe na mere
Toh yaad aaya, aanchal tera
Toh yaad aaya, aanchal tera
Tanhaai mein aksar sunta hoon teri sadaa
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Continue Reading

Monday 9 June 2014

Aj Phir Tumpe Pyar Aaya Hai (Hate Story 2)- Arijit Singh, Samira Koppikar -2014

aj phir tumpe pyar aaya hai
Aaj phir tumpe pyar aaya hai
Behad aur beshumar aaya hai (x2)

Tu hi meri awaaragi
Tu hi duaa har shaam ki
Tu khamakha, tu laazmi
Tu hi razaa, tu hi kami
Aur tu hi wo, firaaq hai jisko
Hai silsilon ne mere pass laaya

Hothon pe tere izhaar aaya hai
Hothon pe tere izhaar aaya hai
Behad aur beshumar aaya hai

Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai (x2)
Continue Reading

Wednesday 28 May 2014

Awari (Ek Villain) Soch The Band - 2014

Duniya nochay,
Nochay mujh ko yoon,
Jaisay, unki,
Sari ki sari main,
Duniya dekhay roop mera,
Koi na janay bechari main,

Hayeee, tooti saari ki,
Saari main
Tere ishq mein hui,
Awari main,
Haye, tooti saari ki,
Saari main
Tere ishq mein hui,
Awari mein...!

Koi shaam bulaye,
Hot Shraddha Kapoor AWARI LYRICS - Soch Band - Ek Villain Movie
Koi daam lagaye,
Main bhee uper se hasti,
Par andar se haye,
Ik dard chupaye baithi hu,
Kaisay mein yeh sehti hu,
Tu bhee kabhi,
Tu soch zara...!

Kyu tooti saari ki,
Saari main
Tere ishq mein hui,
Awari main,

Main toh anmol thi,
Pal pal bolti thi,
Main toh anmol thi,
Pal pal bolti,
Aisi chup tu laga,
Ke gaya
Saari khushiyaan,
Kahan le gaya,

Haye, tooti saari ki,
Saari main,
Tere ishq mein hui,
Awari main
Haye, teri thee saari ki,
Continue Reading

Hamdard - Arijit Singh (Ek Villain) - 2014

Pal.. do pal ki kyun hai zindagi
Iss pyaar ko hai sadiyan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon
Mohallat main ek nai
Rehanaa hai bas yahaan
Ab door tujhse jana nahi...
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskuraahate hain taakat meri
Mujhko enhi se ummid mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Enmein hi sadaa hifaajat meri
Zindagaani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai

Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaahisein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lautunga yahaan tere paas mein haan
Vaada hai mera, mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Continue Reading

Zaroorat - (Ek Villain)- Full Song - Mustafa Zahid - 2014

Ye dil tanha kyun rahe,
Kyun hum tukdo mein jeeyein
Kyun rooh, meri, ye sahe
Main adhoora jee raha hoon
Har-dum ye keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai
(Instrumental Break)
Andheron se tha mera rishta bada
Tune hi ujaalon se waaqif kiya
Ab lauta main hoon, in andheron mein phir
Toh paaya hai khud-ko begaana yahaan
Tanhayi bhi mujhse khaafa ho gayi
Banjaro ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hoon
Yeh sadaayein de raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat ha
Continue Reading